Hello agar aap bhi Google seller.json file fix karna chahte hai bilkul sahi jagah par hai yaha main iski puri details aur sath hi fix kaise kare ye btaunga to shuru karte hai.
Jaisa ki aap sab ko malum hai Google apne aap me amazing hai kyu ke wo apne customer and seller partner ke sath imandari se kaam karta hai yahi wajah hai ki iski bussiness badhti ja rahi hai abhi jo Adsense me update aaya hai Google seller.json file ka ye uske Adevertisers and Publisher ke bich transprancy banakar apne seller aur khud ke kaam ko aasan karna hai.
How to Fix Google seller.json file
Apne Google seller.json file ko Adsense mein fix karne ke liye mere bateye gaye steps ko follow kare.
- Adsense Account me Login kare
- Go Account >> Then click Account information
- By Default Confidential pe set hoga aapko Transparent ko select karna hai
- Business domain hai to add kare
Yaha Detail fill karte samay in baato ka rakh dheyan Business domain me sirf domain.com hi daale iske aage www http https ye sab na lagaye aur nahi iske piche lagaye jaise / ya aur kuch.
Google Sellers.json fields Kya-Kya Dikhayega
- seller_id
- is_confidential (Jab aap domain aur name listed sellers.json file me list nahi karenge.)
- seller_type
- name (Your seller name).
- domain Your business domain (e.g., example.com).
Example
Is Google sellers.json file Example mein dekhe kya-kya aapke information transparent mein advertisers ko dikhenge:
"sellerId": "pub-1234567890123456",
"sellerType": "PUBLISHER",
"name": "Example Company Inc."
Your business domain
Use case | Example | |
---|---|---|
Domain name | google.com and google.co.uk |
|
Scheme | https://google.com |
|
Prefix and subdomains | www.google.com and subdomain.google.com |
|
Slash | google.com/ |
|
Unsupported domain suffix | google.ltd and google.tech |
Iss Table ko dekhkar samajh gaye hoge ke kis type ka Domain Accepted hai aur kaise add karna hai
Is Bare mein Google ki Statement puri detail mein padhna chahte hai to Learn More pe click karke read kar sakte hai
Agar Aapka Domain .ltd .tech Extention ka hai
Aise halat me aapko Domain add nahi karna chahiye Kyuke Adsense ne khud hi kah diya hai ke aise Domain unsupported hai.
Ab aap soch rahe hai kya ab hamara adsense ban ho jaye to aisa nahi hai aap tension na lo ban nahi hoga bas aise Domain isliye Accept nahi kar rahe kyu ke aise extention Bussiness Extention nahi kahlate isliye.
Final Word
Ummid hai hamari yeh post How to Fix Google seller.json file in Adsense pasand aaya hoga. Agar fir bhi kuch Doubt hai mujhe comment kare main aapki puri help karen ki koshish karunga Aur ha is post ko share bhi kare Becouse Sharing is Caring.
You are welcome to share your ideas with us in the comments! Please do not comment on any spam link in the commentbox!